*** hasdis pak**
1 musalman dosry musalman ka bhai hota hain wo na to us par zulm karta hai or na usy mushkil halaat mein usy beyar o madadgar chorta hai
Shukar ALLAH PAAK ka jis ne aap jaise insan se mera taluq jora magr afsos k mujh se kafi ghaltiyan bhi hui jo meri dunia o aakhrat ki nakami ka sabab bn sakti hain, Ho sakta hay pichlay saal SHAB.E.BAARAT pe mera AAMAAL NAMA meri ghaltion k sath band ho gaya ho, Agr kisi waqt meri kisi baat ne aapko dukh pohnchaya to KHUDARA mujhe maaf ker dein meharbani.. ALLAH TAALA maaf karne walon ko pasand karta hai. Me ap se dil se mafi chahta hn Plz duWao ma zaror yad rkhna
**Hadis e Pak** " Kisi Musalman ko jaiz nai k wo kisi Musalman ko khofzada kary " (ABU DAUD V4 P391 H5004)
jab hum quran pak uthate hai to shaitan k sir mei dard hota hai
jab hum quran kholty hai to wo pareshan ho jata hai
jab hum quran pak ko perhty hai to wo kumzor ho jata hai to chlo ao
quarn perhen taa ke shaith kamzor ho jay itna kamzor k1 din asa aaye k
wo uth b na saky or tum is post ko sher karne ka irada kroge to shetan
tmhra irade ko kamzor krega mgr tum apna irade ko kamzor na hone
dena
Hazrat Ali (RA)
ye dono amal aik dosty se kitany dur hai
aik wo amal jis ki lazat aa kar chali jaye mager us ka wabal baqi rah jay
or dosara wo jis ki mashqt yad b na rhy magra aajr baqi rahy
No comments:
Post a Comment