Thursday, March 7, 2013

ALLAH SE DOSTI

Allah ka dost

allah ka dost kasy banty hai harrat haraz (R.A) frmaty hai k jab Allahkisi ko dost banata chata hai to us ke liya apne zekar ke darwaze khao dayta hai jab wo Allah ki zeekar se lazat pane lagta haito phar to phar us ke liya apne qurbat ke darwaze khol deta hai 
 is ke bad esy majlias.ans (muhabat) tak punch deta hia phar jab ans(muhabat) pury toor per hasil ho jate hai to toheed ki kursi pe betha diya jata hai es ke bad essy tamam prday hata kar frwaniyat k ghar meinesy dakhal kar diya jata hai or Allah ki jalal o azmat us ke samane khul jati hai jab is ka nigha jala o azmat e Khuda wandi pr parti hai to wo apne ap ko bul jata haius wakt banda bikul apphig aur fani o jata hia aur Allah ki hefazat ke andr a jati hai  

                                                                                                                                                                  

 Allah se dosti 

mary Allah duniya mei sab se azeem tari dosti hai. Duniya walo ne soch ke dolat se dosti bari chez hai kiu ke dolat se har chez kharisi ja sakti hai kisi ne kaha nahi quaitay shabab bari chez hai jo har kisi ko zery nigha kar layti hai kisi ne kaha nahi olad se dosti bari chez hai jo tart burape ka shathi hai kisi ne kaha nahi dost ki dosti bari chez hai jo dukh dar mei kam ata hai  
 ary dosto yah dolat ki dosti kasi aty wakt khusi or jaty wakt gum de jati hai quaitay shabab pur fraib ke aty huwy nazar ata hai or jaty huwy kisi ne nahi dkha asy shabab ki dosti kis kam ki jis ki intaha burape siwa kuch nai or yah olad bara metha phal hai jis ke hoty skon mily mgr kei k sht aj tk mer nahi dosto ki dosti ksia jo bazahir nzr tay hai or andr se kuch b nahi sara kuch ek na ek khatm ho jana hai i jan lo k duniya har dost besabat hai par asi chez se dosti ka kiya fida 
Allah se dosti karo jo humsha qiam daim hai aur humsha rahe gi or is ki dosti ke talab ben jao Allah ki dosi bari paidar hai wo kis ko dost banata hai to phar chorta nahi or Allah ki dpsti mei yah mal hai ke wo apne dosto ka karsaz hai jo apne dosto ki har khuchi pury karta hai  


No comments:

Post a Comment